NEET Biology - Cell Biology (Cell: The Unit of Life & Cell Cycle) Complete Notes in Hindi
NEET aur Class 11/12 ke liye Cell Biology ke poore handwritten notes Hindi medium mein. NCERT aadharit theory aur diagrams ke sath.
Description
Yeh NEET aur Class 11 CBSE Board ke liye Cell Biology (कोशिका विज्ञान) ke poore handwritten notes hain. Inhe bilkul asaan Hindi bhasha mein NCERT ke har ek point ko cover karte hue banaya gaya hai.Notes ki Main Features:Complete Syllabus: Cell: The Unit of Life (कोशिका: जीवन की इकाई) aur Cell Cycle and Cell Division (कोशिका चक्र और कोशिका विभाजन) dono chapters shaamil hain.NCERT Based: NEET ke latest syllabus aur NCERT par poori tarah aadharit.Easy Diagrams: Cell organelles (जैसे Mitochondria, Chloroplast) ke saaf aur ache diagrams.Self-Made Notes: Yeh notes maine khud apni padhai ke dauran bahut mehnat se banaye hain.Best of luck for your exam preparation!
Tags
Student Reviews
No reviews yet.